Dum Laga Ke Haisha Title Song Lyrics | Dum Laga Ke Haisha Lyrics

Dum Laga Ke Haisha Title Song Lyrics | Dum Laga Ke Haisha Lyrics

Songs Lyrics

Dum Laga Ke Haisha Title Songs Lyrics: Dum Laga Ke Haisha title Lyrics Song – is a beautiful title song from ‘Dum Laga ke Haisha’ Movie, The movie star-cast Ayushmann Khurrana and Bhumi Pednekar play the lead role. Dum Laga Ke Haisha Lyrics by Varun Grover and sung by Kailash Kher and music…

Published: February 1, 2015



Dum Laga Ke Haisha Title Songs Lyrics: Dum Laga Ke Haisha title Lyrics Song – is a beautiful title song from ‘Dum Laga ke Haisha’ Movie, The movie star-cast Ayushmann Khurrana and Bhumi Pednekar play the lead role. Dum Laga Ke Haisha Lyrics by Varun Grover and sung by Kailash Kher and music composed by also Anu Malik. The film music was released on YRF Music.
Dum-Laga-Ke-Haisha-Title-Song-Lyrics-PostersSong: Dum Laga Ke Haisha (Title Track) Movie: Dum Laga Ke Haisha Singer: Kailash Kher, Jyoti Nooran, Sultana Nooran Music: Anu Malik Lyricist: Varun Grover Music On: YRF Music Release Date: 27 February 2014 Star-Cast: Ayushmann Khurrana, Bhumi Pednekar
Dum Laga Ke Haisha Title Song Lyrics
Khol aankhein baandh pheeta hauli hauli sa Saans le aur chhoot jaa goli goli saa
Aaa aa...
Khol aankhein baandh pheeta holi holi sa Saans le aur chhoot jaa goli goli saa
Haan paar lagaa de paara Ho chowk ke tu fawwara Haan paar lagaa de paara Chaunk ke tu funwwara
Dham dham dham bole jahaan tu rakhe kadam kadam Dum dadum dadum, dum laga ki haisha Dum dadum dadum, dum laga ki haisha
Dum dadum dadum....... Dum laga ki haisha
Dum dadum dadum, dum laga ki haisha
Chala tu chal marda, uda ke tu garda Chala tu chal marda, uda ke tu garda
Hey sarpat man se meethe meethe kann se Rahe pitara bhara bhara
Chala tu chal marda, uda ke tu garda Sarpat man se meethe meethe kann se Rahe pitara bhara bhara
Phaand ja re deeware aur tar ja saare dhaare Phaand ja re deeware, tar ja saare dhaare
Mann bhar ke ab toh ho ja tu besharam sharam
Dum dadum dadum Dum laga ki haisha (x3)
de re na re.... ta na na uda ta na..
Jale jo duniya namak lagana Sabko iski bhanak lagana Aankh bacha ke nikle koi Aankh mein uske chamak lagana
Khatam na ho janam janam tak Pyaar ki aisi sanak lagana, haisha.. Kabhi kabhi to chalta hai saath raasta Aa haath badhana yaara Aur tod le ooncha taara Aa haath badha na yaara tod le ooncha taara
Dham dham dham bole jahaan tu rakhe kadam kadam Dum dadum dadum, dum laga ki haisha Dum dadum dadum, dum laga ki haisha
Dum dadum dadum... Dum laga ki haisha
Dum dadum dadum Dum laga ki haisha

Dum Laga Ke Haisha Video Song



Tag: Dum Laga Ke Haisha Song Lyrics, Tu Song Lyrics, Tu Songs Lyrics, Tu Lyrics Song, Tu Song By Lyrics, Lyrics of Tu, Tu Love Song Lyrics, Lyrics of English Songs, Free Rap Lyrics
More Songs of Dum Laga Ke Haisha

Sunder Susheel
Moh Moh Ke Dhaage
Dard Karaara
Tu...