Song: Chand Aasmano Se Lapata Movie: Alone Singers: Bhaven Dhanak Music: Jeet Gannguli Lyricist: Sandeep Nath Music On: T-Series Release Date: 16 January 2014 Star-Cast: Karan Singh Grover, Bipasha Basu and Zakir Hussain
Lyrics of Chand Aasmano Se Lapata – ‘Alone’ Free Song Lyrics
Chand Aasmano Se Lapata Song By Lyrics
Chand aasmano se laapata ho gaya Chal ke mere ghar mein aa gaya, aa gaya Main khush-kismat hoon bakhuda iss tarah Ho jaaye poori ik duaa jis tarah
Tere bin meri jaana kabhi Ik pal bhi guzaara nahi Teri aarzoo ne khud se begana kar diya Chaand aasmano se lapata ho gaya Chal ke mere ghar mein aa gaya, aa gaya
Maine tujhe tohfe mein ye dil diya Tune mujhe badle mein ye jahaan diya Main hi jaanu, tu hi jaane jo hai darmiyaan Tujh se hai meri jaana ghar ye aashiyaan...
Tere bin meri jaana kabhi Ik pal bhi guzaara nahi Teri aarzoo ne khud se begana kar diya Chand aasmano se lapata ho gaya Chalke mere ghar mein aa gaya, aa gaya
Tune mere raaston ko manzil kiya Tujhe paake zindagi ko haasil kiya Tere liye hai ye saansein, tay kar liya Tu hai toh hai ye kahaani, mere saathiya
Tere bin meri jaana kabhi Ik pal bhi guzaara nahi Teri aarzoo ne khud se begana kar diya Chand aasmano se lapata ho gaya Chalke mere ghar mein aa gaya, aa gaya
Alone Chand Aasmano Se Lapata Video Song
More Songs of Alone
Touch My Body
Awaara
Katra Katra
Tag: Alone Free Song Lyrics, Chand Aasmano Se Lapata Song Lyrics, Chand Aasmano Se Lapata Songs Lyrics, Chand Aasmano Se Lapata Lyrics Song, Chand Aasmano Se Lapata Song By Lyrics, Lyrics of Chand Aasmano Se Lapata, Chand Aasmano Se Lapata Love Song Lyrics, Lyrics of English Songs, Free Rap Lyrics