Song Name: Sheeshe Ka Samundar
Film: The Xpose (2014)
Lyrics: Sameer Anjaan
Music: Himesh Reshammiya
Singer: Ankit Tiwari
Music On: T-Series
Length: 5:42 min.
Sheeshe Ka Samundar Lyrics from The Xpose Movie Sheeshe ka samundar Paani ki deewarein
Sheeshe ka samundar Paani ki deewarein Maaya hai, bharam hai Mohabbat ki duniya Iss duniya mein Jo bhi gayaa Woh to gaya!
Ho... sheeshe ka samandar Paani ki deewarein Maya hai, bharam hai Mohabbat ki duniya Iss duniya mein jo bhi gayaa Woh to gaya!
Ho... sheeshe ka samundar Paani ki deewarein
Barf ki reton pe Shararon ka thikana Garm sehraaon mein Narmiyon ka fasaana Yaadon ka aaina Uthta hai jahaan Sach ki parchaaiyan Har jagah aati hai nazar
Sone ke hain baadal Pattharon ki barish Maya hai, bharam hai Mohabbat ki duniya Iss duniya mein jo bhi gayaa... Woh to gaya!
Ho... seeshe ka samundar Paani ki deewarein Wo o o . . .
Dil ki iss duniya mein Sarhadein hoti nahi Dard bhari aankhon mein Raahatein soti nahi Jitne ehsaas hain An-bujhi pyaas hai Zindagi ka falsafa Pyaar ki panahon mein chhupa
Dhoop ki hawaayein Kaanton ke bageeche Maya hai, bharam hai Mohabbat ki duniya Iss duniya mein jo bhi gayaa Woh to gaya!
Ho... shishe ka samandar Paani ki deewarein
Sheeshe Ka Samundar Lyrics Song
More Songs of The Xpose
Ice Cream Khaungi
Dard Dilo Ke
Hai Apna Dil Toh Awara
Catch me If You Can
Tera Suroor