Song: Shaitaaniyan
Movie: Badmashiyan
Singer: Ankit Tiwari
Music: Bobby-Imran
Lyricist: Shabbir Ahmed
Music On: Zee Music
Release Date: 27-February-2015
Star-Cast: Sidhant Gupta, Gunjan Malhotra,
Sujana Mukherjee, Karan Mehta
Lyrics of Shaitaniyan– Badmashiyaan Song Lyrics
Shab ki baahon mein so jaaye subah Khwabon ko tere palkon pe doon sajaaShab ki baahon mein so jaaye subah Khwabon ko tere palkon pe doon sajaa
Goonje saanson mein teri hi sadaa Main lafz tera tu hai meri zubaan Shataniyaan raat bhar kar le aa toot kar Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar
Milna tera.. milna mera.. Milna tha kismat mein likha Manzil bhi thi milon judaa Raahein mili jo tu milaa
Tu ru-ba-ru hai aarzoo Aa bhi ja baahon mein tu zaraa Shataniyaan raat bhar kar le aa toot kar Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar
Saath tere chalta chalun Anjaan raahon pe yunhi Rishta koi sadiyon ka tha Apna lage hai tu kahin Tu hi sazaa tu hi duaa Hai mere jeene ki tu wajah Shataniyaan raat bhar kar le aa toot kar Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyaan Shaitaniyan Video Song
Tag: Badmashiyaan Song Lyrics, Shaitaniya Lyrics Song, Shaitaniya Lyrics Song from Badmashiyaan, Lyrics of Shaitaniyan, Shaitaniyan Song Lyrics, Badmashiyaan Shaitaniyan Video Song, Shaitaniyan Songs Lyrics, Shaitaniya Love Song Lyrics, Lyrics of English Songs, Free Rap Lyrics, ,