Song Name: Sawalon Mein
Film: Samrat & Co. (2014)
Lyrics: Sandeep Nath
Music: Ankit Tiwari
Singer: Shreya Ghoshal
Music On: T-Series
Length: 3:10 min.
Sawalon Mein Lyrics from Samrat & Co. Movie Sawalon mein ye kaisi zindagi Gumaan hai gumaan... Nazar yeh kisko dhoondti Dhuaan hai dhuaan... Hai kayi sargoshiyaan... Kyun jalti hai tanhaaiyaan
Sawalon mein ye kaisi zindagi Gumaan hai gumaan... Nazar yeh kisko dhoondti Dhuaan hai dhuaan...
Uljhi ye na suljhi aur uljhi daastaan hai Jiski na ho manzil ek aisa raasta hai Uljhi ye na suljhi aur uljhi daastaan hai Jiski na ho manzil ek aisa raasta hai Hai kayi sargoshiyaan... Kyun jalti hai tanhaaiyaan
Sawaalon mein ye kaisi zindagi Gumaan hai gumaan... Nazar yeh kisko dhoondti Dhuaan hai dhuaan...
Kyun har nazar mein, Ik ajab si tishnagi hai Har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai Kyun har nazar mein, Ik ajab si tishnagi hai Har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai Hai kayi sargoshiyaan... Kyun jalti hai tanhaaiyaan
Sawaalon mein ye kaisi zindagi Gumaan hai gumaan... Nazar yeh kisko dhoondti Dhuaan hai dhuaan...
Sawaalon Mein Lyrics Song
More Songs of Samrat & Co.
Tequila Wakila
Shukra Tera
O Humnavaa