Song Name: Rumaani Sa
Film: Bewakoofiyaan (2014)
Lyrics: Anvita Dutt Guptan
Music: Raghu Dixit
Singer: Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal
Music On: Yash Raj Films
Rumaani Sa Lyrics Bewakoofiyaan Song
[Aaha... aaha... aaha... aa...] x 2
Kuchh to thi akal dil mein Ho ke be-dakhal dil ne... Shekhi maar ke humse Sab kuchh haar ke phir se...
Khwaabon ki khurchan se Din yeh kureda hai Gutthi yeh kholi hai Tumne humne...
Rumaani sa, rumaani si Tu aur main, main aur tu Rumaani sa, rumani si Dil aur har justzu
[Aaha... aaha... aaha... aa...] x 2
Waadon ke khule baste Mehange daam pe saste Milte hain jahaan humko Woh hain ishq ke raste...
Wahan dopeharon se Hasti karaari si Dhoop utaarenge Tu jo keh de...
Rumaani sa, rumaani si Tu aur main, main aur tu Rumaani sa, rumani si Dil aur har justuju
Na hoga ke kitabon mein Chhapegi Teri meri kahaani Haan kishton mein suna denge Yeh kissa Teri meri zubani
Tooti-phooti, sachchi jhooti Teri meri dastaan Auron se kya, lena dena Denge khudko bata...
Rumaani sa, Rumaani si Tu aur main, main aur tu Rumani sa, Rumaani si Dil aur har justuju
Rumaani sa [hmm...] Rumaani si [O... ho...] Rumaani sa [hmm...] Rumaani si [O... ho...] Rumaani sa [hmm...] Rumaani si...
Rumaani Sa Lyrics Song
More Songs Of Bewakoofiyaan
Gulcharrey Khamakha Bewakoofiyaan Aye Jigida O Heeriye