Song: Kya Khoya
Movie: Khamoshiyan
Singer: Naved Jafar
Music: Naved Jafar
Lyricist: Rashmi Singh
Music On: Sony Music
Release Date: 30-January-2015
Star-Cast: Gurmeet Choudhary, Ali Fazal,
Sapna Pabbi, Vikram Bhatt
Lyrics of Kya Khoya– Khamoshiyan Song Lyrics
Mere mann chal duniya se ab door chale Raahon ki ungli thaame chalte chale (x2)Na khushi aur na gham ho jahaan Dhoond le koi aisi jagah
Kya khoya kya paaya Itna kyun soche hai Tu hai nadiya, tu hai dariya Kyun khudko roke hai (x2)
Jo ho gaya hai woh hona tha Jo ho raha hai woh hoyega Kaahe hai kose laqeeron ko Paayega wohi jo boyega Ho naye kuch savere jahaan Dhoond le koi aisi jagah
Kya khoya kya paaya Itna kyun soche hai Tu hai nadiya, tu hai dariya Kyun khudko roke hai (x2)
Kadmon ko kar apne awaara Mausam na honge ye dobara Jeet na paayega woh jag mein Khud se jo pehle se ho haara Kuch naye se woh sapne jahaan Dhoond le koi aisi jagah
Kya khoya kya paaya Itna kyun soche hai Tu hai nadiya, tu hai dariya Kyun khudko roke hai (x2)
Mere mann chal duniya se ab door chale Raahon ki ungli thaame chalte chale (x2)
Na khushi aur na gham ho jahaan Dhoond le koi aisi jagah
Kya khoya kya paaya Itna kyun soche hai Tu hai nadiya, tu hai dariya Kyun khudko roke hai (x2)
Kya Khoya Video Song
More Songs of Khamoshiyan
Tu Har Lamha
Subhan Allah
Khamoshiyan
Bheeg Loon
Baatein Ye Kabhi Na
Tag: Khamoshiyan Song Lyrics, Kya Khoya Song Lyrics, Kya Khoya Songs Lyrics, Kya Khoya Lyrics Song, Lyrics of Kya Khoya, Kya Khoya Love Song Lyrics, Lyrics of English Songs, Free Rap Lyrics