Song Name: KhamakhaFilm: Bewakoofiyaan (2014)
Lyrics: Anvita Dutt Guptan
Music: Raghu Dixit
Singer: Ayushmann Khurrana, Neeti Mohan
Music On: Yash Raj Music
Khamakha Lyrics Bewakoofiyaan Song
Khamakha jod tod kare Khamakha paai paai pe mare Khamakha yaar pyaar se dare Khamakha mujhe kare kyon pare Har story ki main Teri heroine hoon Har story ki main Teri happy ending hoon
Jo toofan aaya bistara uthaya Dil khaali karke tu chalaa Tere dil ka kiraya, jo bhar nahi paya To kar degi mujhko dafa
Par saari life ka waada kiya tha Jab dil ka sauda hua Hey khaali jeb hai kaise karoon Main chukta tere dil ka udhar
Boli laga ke main Tujhe apne ghar le jaaungi Ha pehle kuchh ban jaaun main Tabhi munafa tu payegi
Khamakha pyaar bhar waade Khamakha lambe-choude hain iraade Khamakha sapne dekhe hai diwaani Khamakha apni bigdi kahaani Har story ki main Teri heroine hoon Har story ki main Teri happy ending hoon
Jo tu ho daru, tujhko chadha loon Khud ko bana loon nasha Baadal ban ke rahoon tujhse milke Jo tu ban Gaya aasman Kehne ki hain pyaari yeh Saari baatein, karna easy nahi Ho... Apne rang chhod Duje ke rang mein rangna, easy nahi
Berangi saare rang Pyaar ka hai rang hi rangeen Baaki sab to badle roz hi Red, orange, yellow, blue and green
Khamakha karaar mila Khamakha
Khamakha Lyrics Song
More Songs of Bewakoofiyaan
Gulcharrey O Heeriye Bewakoofiyaan Aye Jigida Rumaani Sa