Song Name: Ho Jaunga Tabah
Film: Heropanti (2014)
Lyrics: Kausar Munir
Music: Sajid-Wajid
Singer: Mohit Chauhan
Music On: Saregama
Length: 2:14 min.
Ho Jaunga Tabah Lyrics from Heropanti Movie Kyun mujhse khafa, tu hai mere khuda Deewane se tere, kya ho gayi khata Jo ho gaya juda Jo ho gaya juda... Ho jaaunga tabah Ho jaaunga tabah Ho jaaunga tabah
Kyun mujhse khafa, tu hai mere khuda Deewane se tere, kya ho gayi khata
Kyun tere bin rehta hai din Mujhse yun rootha huaa Kyun saari raat, mujhko ye chaand Lagta hai toota huaa Na meri ye zameen, Na mera aasmaan Deewane se tere, kya ho gayi khata
Sulgi huyi saanse meri Maange jo tujhse hawaa Deedar de ya waar de Dede na dil ko dawa Na tujhse mila, na tujhse mita Deewane se tere, kya ho gayi khata Jo ho gaya juda Jo ho gaya juda... Ho jaunga tabah Ho jaunga tabah Ho jaunga tabah
Ho Jaunga Tabah Lyrics Song
More Songs of Heropanti
Rabba
Raat Bhar
Whistle Baja Ke
The Pappi Song
Tere Bina