Song:
Chhil
Gaye Naina
Movie: NH10
Singers:
Kanika
Kapoor, Dipanshu Pandit
Music: Sanjeev-Darshan
Lyricist:
Kumaar
Music
On: Eros
Release
Date: 13 March 2014
Star-Cast:
Anushka
Sharma, Neil Bhoopalam
Lyrics of Chhil Gaye Naina – NH10 Song Lyrics
Kaanch ki neend aayi Patthar ke khwaab laayi Kaanch ki neend aayi Patthar ke khwaab laayi Jaane Rab jaane kab Zakhmon se mil gaye nainaChhil gaye naina... (x8)
Chitthi jaave na jaave sandesa Sajan gaya kis des Toote dil ki jag bhi nahi sunta Naa hi sune darvesh
Tukda Tukda inn saanson ka Seene mein hai bikhra padaa
Tukda Tukda inn saanson ka Seene mein hai bikhra padaa Sookha hua samandar Hai aankhon ke andar Dhadkan chalegi kaise Dil mein chubhe hain khanjar Din kaale kaale lage Lagti hai kaali kaali raina
Chhil gaye naina... (x8)
Kaanch ki neend aayi Patthar ke khwaab laayi Kaanch ki neend aayi Patthar ke khwaab laayi Jaane Rab jaane kab Zakhmon se mil gaye naina
Chhil gaye naina... (x8)
NH10 Chhil Gaye Naina Video Song
More Songs of NH10 Movie
Le Chal Mujhe Main Jo
Maati Ka Palang
Kya Karein
Tag: NH10, NH10 Song Lyrics, Chhil Gaye Naina Lyrics, Chhil Gaye Naina Lyrics Song, Chhil Gaye Naina Songs Lyrics, Lyrics of Chhil Gaye Naina, NH10 Chhil Gaye Naina Video Song