Song: Boond Boond Movie: Roy Singer: Ankit Tiwari Music: Ankit Tiwari Lyricist: Abhendra Kumar Upadhyay Music On: T-Series Release Date: 13 February 2014 Star-Cast: Ranbir Kapoor, Jacqueline Fernandez and Arjun Rampal
Lyrics of Boond Boond – ‘Roy’ Song Lyrics
Boond Boond Song By Lyrics
Boond boond karke mujh mein girna tera Aur mujh mein mujhse zyaada hona tera à (x2)
Bheega bheega sa mujhko tan tera lage Aaja tujhko peelun mann mera kahe Main naa bachaa mujh mein thoda sa bhi Dekh tu naa bachaa tujhme bhi Jalne lagaa garm saanson se main Tu pighalne lagaa mujhme hi
Qatra qatra main jalun Sharm se tere milun Jism tera moum ka pighla dun... Karwatein bhi tang ho Raat bhar tu sang ho Tere har ek ang ko sulga dun...
Bheega bheega sa mujhko tan tera lage Aaja tujhko peelun mann mera kahe Main naa bachaa mujh mein thoda sa bhi Dekh tu naa bachaa tujhme bhi Jalne lagaa garm saanson se main Tu pighalne lagaa mujhme hi
Hone de kuch ghaltiyan Rengti yeh ungliyaan Jism ke tu darmiyaan thehra de Lamha koi garm tu yaa ubalti barf tu Mujhpe hoja kharch tu yun aake
Bhiga bhiga sa mujhko tan tera lage Aaja tujhko peelun mann mera kahe Main naa bachaa mujh mein thoda sa bhi Dekh tu naa bachaa tujhme bhi Jalne lagaa garm saanson se main Tu pighalne lagaa mujhme hi
Roy Boond Boond Video Song
More Songs of Roy Film
Sooraj Dooba Hain Tu Hai Ki Nahi Chittiyaan Kalaiyaan Yaara Re
Tag:Roy Song Lyrics, Boond Boond Song Lyrics, Boond Boond Songs Lyrics, Boond Boond Lyrics Song, Boond Boond Song By Lyrics, Lyrics of Boond Boond, Boond Boond Love Song Lyrics, Lyrics of English Songs, Free Rap Lyrics