Song: Aawara Movie: Alone Singer: Altamash Faridi, Saim Bhatt Music: Mithoon Lyricist: Mithoon Music On: T-Series Release Date: 16 January 2014 Star-Cast: Karan Singh Grover, Bipasha Basu and Zakir Hussain
Lyrics of Aawara – ‘Alone’ Free Song Lyrics
Aawara Song By Lyrics
Phir se wahin dil le aaya mujhe Hai bas jahaan teri meri wafaa Kehta hai ye ishq ki raah se Phir ek dafaa hum guzar lein zara Paas laaya tere, yun sataaya mujhe Phir tere liye majboor kiya, majboor kiya...
Ho aawara aawara, awaara awaara Aawara aawara, dil awaara hua (x2)
Kabhi pehli barish min ye khwahishein jagayein Kabhi isme chal rahi dhadkan ko badhayein Fitrat se ye besabar bas tujhko bulaaye Doori ka jo aalam ho to khoob rulaaye Phir kitni bhi koshish kar lu dil sambhal na paye
Paas laaya tere, yun sataya mujhe Phir tere liye majboor kiya, majboor kiya...
Ho awara awara, awara awara Aawara awaara, dil awaara huaa (x2)
Chal phir unn galiyon me hum phir kho jaayein Jahaan chalti thi mohabbat ki taaza hawaayein Wahaan phir se ajnabi kyun na ho jaayein Phir se ek dooje ko aa chal milwaayein Tujhe milke aawaargi ka mausam phir aaye
Paas laaya tere, yun sataya mujhe Phir tere liye majboor kiya, majboor kiya...
Ho awara awara, awara awara Aawara awaara, dil awaara huaa (x2)
Alone Aawara Video Song
More Songs of Alone Film
Touch My Body
Chand Aasmano Se Laapta
Katra Katra
Tag: Alone Free Song Lyrics, Aawara Song Lyrics, Aawara Songs Lyrics, Aawara Lyrics Song, Aawara Song By Lyrics, Lyrics of Aawara, Aawara Love Song Lyrics, Lyrics of English Songs, Free Rap Lyrics